Taare aasman me hi chamkte hai,
Badal itne dur hai, phir bhi baraste hai,
Hum bhi kitne ajib hai, Tum Dil me rehte ho,
aur hum tumse milne ko taraste hai !
Badal itne dur hai, phir bhi baraste hai,
Hum bhi kitne ajib hai, Tum Dil me rehte ho,
aur hum tumse milne ko taraste hai !
Aasman se uncha koi nahi,
Sagar se gahra koi nahi,
Yun to mujhko sabhi Pyare hai,
Par aapse Pyara koi nahi !
Sagar se gahra koi nahi,
Yun to mujhko sabhi Pyare hai,
Par aapse Pyara koi nahi !
Kismat me jiske aap, use jindgi se kya chaahiye,
Dhadkan me jinke aap, use dunia se kya chaahiye,
Hum to jite hai aap ke liye,
warna in saanson se kya chaahiye !
Dhadkan me jinke aap, use dunia se kya chaahiye,
Hum to jite hai aap ke liye,
warna in saanson se kya chaahiye !
Aaj us khuda ki shararat samajh me aai,
is dharti par aapki maujudgi samajh aai,
Aapko is dharti par bhejna us khuda ka bahana tha,
Kyo ki hamare lie aapko aana hi tha !
is dharti par aapki maujudgi samajh aai,
Aapko is dharti par bhejna us khuda ka bahana tha,
Kyo ki hamare lie aapko aana hi tha !
Chehre pe haseen chaa jati hai�
Aankhon main suroor aaa jata hai�
Jab tum mujhe apna kahte ho�
Apne pe ghuroor aa jata hai !
Aankhon main suroor aaa jata hai�
Jab tum mujhe apna kahte ho�
Apne pe ghuroor aa jata hai !